Auron ka hai Payam Aur Mera Payam Aur hai
Ishq ke Dardmand ka Tarz-e-Kalam Aur hai
Taair-e-Zer-Daam ke Nalay To Sun Chukay ho Tum
Yeh Bhi Suno Nala-e-Zaair-e-Baam Aur hai
Jazb-e-Haram se hai Farogh Anjuman-e-Hijaz ka
Is ka Maqam Aur hai Us ka Nizam hai
Maut hai Aish-e-Javidaa'n Zauq-e-Talab Agar Na ho
Gardish-e-Adami hai Aur Gardish-e-Jaam Aur hai

Poet : Hazrat Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Vocalist : Tahira Syed
Pakistan Television Lahore Center.
Mera Payam Aur hai by Tahira Syed ( Kalam-e-Iqbal-MP3 Download )

No comments:
Post a Comment