Na to Ahoohan-e-Tataar se
Na Sanman Baran-e-Adan se hai
Mai Nisar Apne Watan pe hoon
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mai Woh Chand hoon ke Jise Kabhi
Koi Teergi Na Bhuja Saki
Na to Khauf Mujh ko Ghataaon ka
Na Hiras Mujh ko Girhan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Yeh Maqam Jitne hain Raah mai
Na Jachen ge Meri Nigah mai
ke Apni Jehad mai hoon Magan
Mujhe Kaam Apni Lagan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Jo Samoom ko Na Kahen Saba
Mai Un hi Gulon ka hoon Hum Nawa
Mai Chaman se Kese rahoon Juda
Meri Aabroo to Chaman se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Singer : Akhlaq Ahmed
Poet : Bashir Farooq
Music : Khalil Ahmed
Released : 1982
Pakistan Television Karachi Center.
Na Sanman Baran-e-Adan se hai
Mai Nisar Apne Watan pe hoon
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mai Woh Chand hoon ke Jise Kabhi
Koi Teergi Na Bhuja Saki
Na to Khauf Mujh ko Ghataaon ka
Na Hiras Mujh ko Girhan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Yeh Maqam Jitne hain Raah mai
Na Jachen ge Meri Nigah mai
ke Apni Jehad mai hoon Magan
Mujhe Kaam Apni Lagan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Jo Samoom ko Na Kahen Saba
Mai Un hi Gulon ka hoon Hum Nawa
Mai Chaman se Kese rahoon Juda
Meri Aabroo to Chaman se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Singer : Akhlaq Ahmed
Poet : Bashir Farooq
Music : Khalil Ahmed
Released : 1982
Pakistan Television Karachi Center.
No comments:
Post a Comment