Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat Nirali hai...........................
Ik Taraf Lyari hai
Ik Taraf Pahari hai
Ik Taraf Kemari hai
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat Nirali hai...........................
Is Taraf hai Naiti Jetty
Us Taraf hai Teen Hatti
Zarkhez Nahi hai Lekin
Mardam Khez Yahan ki Mitti
Qurdat ne Hathon se Banayee
Khuda ki Basti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Khilta huwa Har Mukhra
Hansta huwa Har Chehra
Dhanda hai Har Ik Banda
Masroor Shehar hai Yeh
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Aj Dekho Yeh Tower hai
Aur Yaheen pe Kharadar hai
Quaid-e-Azam(Ra) ka Bachpan
Jahan Guzra Yaheen Woh Ghar hai
Baani-e-Pakistan ki Manzil
Aur Yahi Mitti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Zulmat bhi Hirasaa'n hai
Heran-o-Pareshaa'n hai
Kia Khoob Charaghaa'n hai
Pur Noor Shehar hai Yeh
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Poorab Kuch Kuch Pachhni
Uttar ke Kuch Kuch Deccani
Punjabi, Pathan,Baluchi, Kashmiri aur Sindhi
Bhat Bhat ki Tarah Tarah ki Khalqat Basti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Ulfat ki Yahan Boli
Himmat hai Yahan Khoobi
Mehnat se Kama Roti
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Bharpoor Shehar hai Yeh
Mazdoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat Nirali hai...........................
Singer : Alamgir
Poet : ?
Music : Sohail Rana
Released : 1985
Pakistan Television Karachi Center.
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat Nirali hai...........................
Ik Taraf Lyari hai
Ik Taraf Pahari hai
Ik Taraf Kemari hai
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat Nirali hai...........................
Is Taraf hai Naiti Jetty
Us Taraf hai Teen Hatti
Zarkhez Nahi hai Lekin
Mardam Khez Yahan ki Mitti
Qurdat ne Hathon se Banayee
Khuda ki Basti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Khilta huwa Har Mukhra
Hansta huwa Har Chehra
Dhanda hai Har Ik Banda
Masroor Shehar hai Yeh
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Aj Dekho Yeh Tower hai
Aur Yaheen pe Kharadar hai
Quaid-e-Azam(Ra) ka Bachpan
Jahan Guzra Yaheen Woh Ghar hai
Baani-e-Pakistan ki Manzil
Aur Yahi Mitti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Zulmat bhi Hirasaa'n hai
Heran-o-Pareshaa'n hai
Kia Khoob Charaghaa'n hai
Pur Noor Shehar hai Yeh
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Poorab Kuch Kuch Pachhni
Uttar ke Kuch Kuch Deccani
Punjabi, Pathan,Baluchi, Kashmiri aur Sindhi
Bhat Bhat ki Tarah Tarah ki Khalqat Basti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Ulfat ki Yahan Boli
Himmat hai Yahan Khoobi
Mehnat se Kama Roti
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Bharpoor Shehar hai Yeh
Mazdoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat Nirali hai...........................
Singer : Alamgir
Poet : ?
Music : Sohail Rana
Released : 1985
Pakistan Television Karachi Center.
No comments:
Post a Comment