Silsilay Jo Chalaaye Thay Hum ne
Silsilay Jo Chalaaye Thay Hum ne
Aasman ko Chhune Ke liye
Karavan jo Barhaaye thay Hum ne
Karavan jo Barhaaye thay Hum ne
Manzilon ko Paane ke liye
Hum ne Socha tha jo
Hum ne Chaha tha jo
Aaj us hi ki Janib hain Hum to Rawaa'n
Aur Hum hain Aik Jaa'n Aik Jaa'n
Hum hain Aik Jaan
Waqt kitne jo Mushkil thay Aaye Yahan
Par Chalay Hum to Chala honay Yeh Dhuwan
Waqt kitna Kara tha hum pe Para
Phir Jeewan ko Thaama Sab ne Bara
Hum ne Socha tha jo
Hum ne Chaha tha jo
Aaj us hi ki Janib hain Hum to Rawaa'n
Aur Hum hain Aik Jaa'n Aik Jaa'n
Hum hain Aik Jaan
Soch Palti Rahi Apni Sanson mai jo
Us ko Milti rahi Bus Junoo'n hi ki Lau
Iraday Mazbooti se Pukhtagi mai Dhalay
Aik manzil se Hum Doosri ko Chalay
Hum ne Socha tha jo
Hum ne Chaha tha jo
Aaj us hi ki Janib hain Hum to Rawaa'n
Aur Hum hain Aik Jaa'n Aik Jaa'n
Hum hain Aik Jaan
Aik Jaa'n..................................................
Singer : Khawar Jawaid & Chorus
Poet : ?
Composed : khawar Jawaid
Released : 2009
Silsilay Jo Chalaaye Thay Hum ne
Aasman ko Chhune Ke liye
Karavan jo Barhaaye thay Hum ne
Karavan jo Barhaaye thay Hum ne
Manzilon ko Paane ke liye
Hum ne Socha tha jo
Hum ne Chaha tha jo
Aaj us hi ki Janib hain Hum to Rawaa'n
Aur Hum hain Aik Jaa'n Aik Jaa'n
Hum hain Aik Jaan
Waqt kitne jo Mushkil thay Aaye Yahan
Par Chalay Hum to Chala honay Yeh Dhuwan
Waqt kitna Kara tha hum pe Para
Phir Jeewan ko Thaama Sab ne Bara
Hum ne Socha tha jo
Hum ne Chaha tha jo
Aaj us hi ki Janib hain Hum to Rawaa'n
Aur Hum hain Aik Jaa'n Aik Jaa'n
Hum hain Aik Jaan
Soch Palti Rahi Apni Sanson mai jo
Us ko Milti rahi Bus Junoo'n hi ki Lau
Iraday Mazbooti se Pukhtagi mai Dhalay
Aik manzil se Hum Doosri ko Chalay
Hum ne Socha tha jo
Hum ne Chaha tha jo
Aaj us hi ki Janib hain Hum to Rawaa'n
Aur Hum hain Aik Jaa'n Aik Jaa'n
Hum hain Aik Jaan
Aik Jaa'n..................................................
Singer : Khawar Jawaid & Chorus
Poet : ?
Composed : khawar Jawaid
Released : 2009
No comments:
Post a Comment