Is Sarzameen-e-Watan pe
Rehna hai Hum ko Amn se
Har Mushkilon mai
Har Uljhanon mai
Jeena hai Pyar se
Tere honay se hai Yeh Sab Samaa
Roshan hai Chahat ka Yeh Jahan
Aye Watan................Aye Watan
Aye Watan Tere liye Jan de Jaayen ge
Tere bin Aik Pal bhi jee Nahi Hum Paayen ge
Zulmat ki Raahon pe Haq ki Yalghaar hai
Baatil ke Sar ke liye Hum to talwar hain
Jazbon mai Josh hai
Saccha Iman hai
Seenon mai Har Ghari Apne Qur'an hai
Hai Fida Watan pe Yeh Jism-o-Jaan
Teri Aan ke Hum hai Pasban
Aye Watan................Aye Watan
Aye Watan Tere liye Jan de Jaayen ge
Tere bin Aik Pal bhi jee Nahi Hum Paayen ge
Chahay Jahan rahen
Aankhon mai hai Watan
Jannat Yeh Khwaabon ki
Pyar Chahat Lagan
Aao Sanwaren Ise jazbon ke Josh se
Raah Takmeel ki Hal Karen Zauq se
Hum Aik hain Jaanay Sab Jahan
Meri manzilon ka Tu hai Nisha'n

Singer : Basharat Ali & Chorus
Released : 2009
Fire Production GEO TV Network
Aye Watan tere liye by Basharat Ali-Milli Naghma MP3 Download-Click Here

No comments:
Post a Comment