Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Tuesday, August 18, 2015

Home Page



 پاکستانی قومی نغمات کی واحد ویب سائٹ جس میں پاکستانی قومی نغمات کی مکمل معلومات ہیں۔۔یہ دنیا میں کسی بھی ملک کی طرف سے قومی نغمات کے لیے مختص واحد ویب سائٹ اور بلاگ ہے،الحمداللہ یہ اعزاز سب سے پہلے 

پاکستان ہی کو حاصل ہوا۔۔پاکستان پائندہ باد

ابصاراحمد


اہلِ وطن،عالمِ اسلام اور دوست ممالک کو یومِ دفاعِ پاکستان کی گولڈن جوبلی  مبارک ہو 





Home Page



Pak Patriotic Library is the 1st Only Dedicated Website of Pakistani Patriotic Songs
                                                                  by Absar Ahmed 



Absar Ahmed Achieved Pakistan Ideal Award

Absar Ahmed
absar.ahmed1@gmail.com
facebook.com/absar.ahmed.184
92-300-3520642
            Join Us on Facebook Group ( Click Here )










Our Patriotic Collection



Collections by Singers ( Pak Patriotic Library Presents )
   



Najam Sheraz - Album of Patriotic Songs 




Noor Jehan          Ahmed Rushdi           Alamgir          Junaid Jamshed            Shafqat Amanat Ali

Najam Sheraz               Rahat Fateh Ali Khan            Naheed Akhter             Shehnaz Begum



Friday, August 14, 2015

Jeevay Baluchistan Jeevay Pakistan ( Latest Patriotic Song 2015 - Lyrics & Download )


Jeevay Baluchistan
Jeevay  Pakistan
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Is Soobay ki Aan aur Shaan
Baloch, Brahvi aur Pathan
Sab Punjabi aur Hazaara 
Yeh bhi hain Is ki Pehchan
Sab Aqwaam hain Is ki Jaan
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................
Haathon ki Zanjeer bani hai
Dekho kia Tasveer bani hai
Youn hi nahi hain Amn ki Baateh
Mehnat se Taaqdeer bani hai
Hum par hai Rub ka Ahsaan
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................
Daur Khushi ka Laut Aaya hai
Geet Sab hi ne Yeh Gaaya hai
Nafrat ki Deewar Gira kar
Amn ka Parcham Lehraya hai
Is Mitti par Jaan Qurban
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................
Sab ko Galay se Lagaya Hum ne
Mehnat ka Phal Paaya Hum ne
Aankhon mai Umeed Jagayee
Dil mai Deep Jalaya Hum ne
Hum Sab ka hai Yeh Imaan
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................


Singer          : Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics          : Maj.Imran Raza
Music           : Sahir Ali Bagga
Released      : 14th Aug 2015
ISPR Presentations

Jeevay Balochistan Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan ( Newest Patriotic Song - MP3 Free Download - Click Here

Jeevay Jeevay Balochistan Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan - Video Download - Click Here



Yeh Des Hamara hai ( Album Released by PMC in 1990 )

Freedom Top Ten - Released by Sound Master

Pakistani Patriotic Song 2000 to 2004


Pakistani Patriotic Song 2000 to 2004
Patriotic Songs in 21st Cenury

Dil Pakistani hai by Nexus

Mere Watan mai by Strings

Aagay hi Agay by Karavan Band

Teri Meri Yeh Dosti Rahe Sada by Jawad Ahmed

Junoon se Aur Ishq se Milti hai Azadi by Junoon

Tu hai Kahan by Junaid Jamshed, Strings & Haroon

Chalen Sath by Fuzon

Deewany by Fuzon

Jan pe bhi Khelen ge Hum by Faakhir

Pakistan Hamari Jan by Ahmed Jehanzaib

Des Mera by Saleem Javed

Chalo Sath by Kaenat

Teri Qasam by Kaenat

Dil Dil Pakistan by Mizraab

Suno ke Main hoon Jawan by Noori

Mere Log by Noori

Dil ki Qasam by Noori

Dharti Meri Pehchan hai by Shiraz Uppal

Dil se (Remix) by Haroon

Dil se by Haroon

Dharti hai Maan by Abrar-ul-Haq

Watan ki Yaad by Ali Haider

Is Watan pe Jan-o-Dil Qurban by Tayyaba Zubair

Hum Pakistani hain by Heavens Band

Hum Pakistani Qaum hain by Waqar Ali

Pyara hai Pakistan by Shabnam Majeed

Josh se Aayen ge Hum by Naeem Abbas Rufi

Jazba-e-Junoon ( 2002 Version ) by Junoon


Apne Watan se Apni Kahani hai by Ali Sher

Yeh Gunbad-e-Minaee by Shakila Khurasani

In Fizaon se Aage by Najam Sheraz ( 2002 Version )

Geo Geo by Waris Baig

Meri Jan hai Tu by Ali Sher

Takbeer - Goonja hai Sara yeh Jahan by Ali Sher





Thursday, August 13, 2015

Pakistan se Rishta ( Newest Patriotic Song - Lyrics & Download )


Bachpan se le ke Peeri se
Poochha hai Yeh Jawaa'n hai
Duniya Tamam Dekhi hai
Pyara hai Yeh Jahan se
Kesa hai Yeh Taluq
Kese Bayaa'n Karoon Main
Pakistan se Rishta 
Rishta hai Jese Maa'n se
Pakistan se Rishta 
Rishta hai Jese Maa'n se
Tera Naam Har Subha bhi
Tera Naam Rut Jaga bhi
Teri Dilkashi Takahyyul hai
Tu hi to hai Dilruba bhi
Tujhe Dekhte Rahe hain
Naya Zawiya Mila hai
Tu hi Nazariya Hamara hai
Tu hi Soch ki Jaza bhi
Kesa hai Yeh Taluq
Kese Bayaa'n Karoon Main
Pakistan se Rishta 
Rishta hai Jese Maa'n se
Teri Barf se Sunay hain
Qissay Woh Paaniyon ke
Sahilon tak hain Behtay
Qissay Woh Paaniyon ke
Teri Dhoop mai Khili hai
Sahra mai Pyaas Apni
Teri Chhaaon mai Rahe hain
Chhaaon Tu Khas Apni
Kesa hai Yeh Taluq
Kese Bayaa'n Karoon Main
Pakistan se Rishta 
Rishta hai Jese Maa'n se
Pakistan se Rishta 
Rishta hai Jese Maa'n se
Pakistan se Rishta 
Rishta hai Jese Maa'n se


Singer       : Rahat Fateh Ali Khan 
Lyrics       : Maj.Imran Raza
Music        : Sahir Ali Bagga
Released   : 14th Aug 2015
ISPR Presentations









Complete Patriotic Songs Album of Rahat Fateh Ali Khan - Pak Patriotic Library Presents- Click Here





New Patriotic Songs ( 2005 to 2013 )



Zameen Jagti hai by Atif Aslam

Naya Pakistan by Vital Junoon

Jaago Pakistan by Alag Band

Sapna by Gul

Hum Azad hain by Aakash

Aao Mil kar Sab ko Batla den Hum hain Zinda Qaum by Falak

Chalo Yeh Sochen Hum Aaj Mil ke by Zavia (Rustam Fateh Ali Khan)

Pakistan Tu hi to hai by Malhaar Band

Salam Pakistan by Saleem Javed

Jiye Yeh Pehchan Hamari by Aaroh

Koi Kiran si Jala Raha hai by Kamran Khan

Rakh lo Bharam barhao Qadam by Various Artists

Yeh Hum Nahi by Various Artists

Aasman ( AirForce ) by Call Band

Hum se hai Yeh Zamana by Call Band

Ab Khud hi Kuch karna Pare ga by Atif Aslam & Strings

Mai to Dekhoon Aisa hoga Pakistan ga by Strings

Uth Baandh Kamar kia Darta hai by Shehzad Roy

Apne Ullu kitne Seedhe by Shehzad Roy

Jeet by Aaroh

Dum hai to Saamnay Aa by Jal the Band

Taaron se Aagay by Noori

Josh-e-Lahoo by Arsalan Asif

Jinnah by Soch Band

Duniya se Aagay by Axis

Jazba by Faisal Farooq

Azm by Irzaan

Raah-e-Mishal by Mishal the Band

We Will Rock the World by Ragga Boys Band

Dua by Bali Sarfaraz

Qadam Tu Barhaye Jaa by Taab band

Aasman se Ouncha by Nurve Band

Jeet by Kom Band

Junoon se aur Ishq se Milti hai Azadi ( Cover ) by Imran Amin

Aandhi by Ali Rao ( Achanak Band )

Jaago Pakistan by Waqar Raaj

Aaghaz-e-Inquilaab by Waqas Feroz

Yeh Mitti Maangay Aur by Strings

Zamana Badlay ga by Imik

Jab Talak Maula hai Sung by Imik

Aisa Josh Dikhalyen ge by Evolution Band

Josh hai Khel ka by Salman Roomi

Pakistan Hamari Jaan by Asr the Band

Raho Pakistan Tum Hazaaron Saal by Rumz the band

Pakistan by Laiba Ali

Aye Meri Sarzameen ( Cover ) by V-Sel

Meri Dharti by Arif Butt

Maan Dharti Maan by Sajjad Ali

Yeh Watan by Shiraz Uppal

Pak Watan by Nasir Salman

Aye Watan pyare Watan by Gurus Trilogy 

Aasman ko Chhootay Jaayen Hum by Ali Zafar ( unPlugged )

Asman ko Chhuutay Jaayen Hum by Ali Zafar

Hum Aasman Chhu len ge by Raeth Band

Chhu len ge Aasman by Arsalan Arif

Josh-e-Junoon by Ali Azmat

Aazma lay by Asad Bashir

Aagay Hum hi by E-Shan Band

Chhu Len Ge Aasman by Karavan

Mera hai Sara Jehan by Karavan

Pukaar by Qayaas Band

Our Nation by Positive Band

Zinda Qaum by Raml Band

Green & White by Hammad Khan

Own Feat by Daniyal Noorani

Rung do by Call Band

Yeh Mera Jazba by Ali Zafar

Yeh Duniya hai Dil Walon ki by Ali Zafar

Mere Des mai hain Armaan Buht by Arieb Azhar

Khayal Rakhna by Siege

Azaad ki Dua by Shaahvar Ali Khan

Aye Mere Watan Tez Qadam Tez Qadam ho by Shafqat Amanat Ali & Fariha Parvaiz

Watan ke liye by Sajjad Ali

Jaago by Saad & Ahsan

Imtehan hai Imtehan hai by Rahat Fateh Ali Khan & Shafqat Amanat

Shor Macha Awaz Utha by EP (Entity Paradigm)


New & Latest Patriotic Songs ( 2014 to Till Now ) MP3 Free Download- Click Here


Huge Collection of Pakistani Patriotic Songs - MP3 Free Download - Click Here  




Wednesday, August 12, 2015

Hum Ishq Watan se Karte hain ( Lyrics & Download - New Pak Patriotic Song 2015 )



Ik Meethi Baat Zuban pe hai
Chakhh lo Meetha
Ab Apna Naam Jahan mai hai
Jag ho Meetha
Kar Sar Ooncha
Hathon ko Hila kar
Pair Jama kar Chaltay hain
Jis Simt bhi hai Tu
Hum Sab Pair Mila kar chaltay hain
Hum Ishq Watan, Ishq Watan
Ishq Watan se karte hain
Hum Ishq Watan, Ishq Watan
Ishq Watan se karte hain
Dhoop barsata rahe
Suraj bhi Gaata rahe
Abr ki Adat hai Yeh
Chhaaon banata rahe
Khushbu Ugayee hogi
Khet mai lgayee hogi
Phool ki Kmayee Saari
Hawa mai Urayee hogi
Khushbu Titli Jugnu Taaray
Yeh Baat bata kar Chalte hain
Hum Ishq Watan, Ishq Watan
Ishq Watan se karte hain
Khwab uraao Saare
Par Phelao Saare
Gard Yeh Aasma'n ki
Mil kar Hatao Saaray
Dho kar rakho han Dil
hanste huwe Aankhon se
Qeemat Khwabon ki 
Sifat-e-Aankhon se
Ab Khwab Sabhi Apni
Dekho Chamka kar Chalte hain
Hum Ishq Watan, Ishq Watan
Ishq Watan se karte hain
Hum Ishq Watan, Ishq Watan
Ishq Watan se karte hain


Singer    : Sahir Ali Bagga, Faakhir Mehmood & Humaira Arshad
Lyrics    : Maj.Imran Raza
Music     : Sahir Ali Bagga
Released : 14th Aug 2015
ISPR Presentation


Hum Ishq Watan se karte hain- ishq Watan by Fakhir Mehmood, Sahir Ali Bagga & Humaira Arshad - Newest Pak Patriotic Song 2015- MP3 Free Download- Click Here