Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Wednesday, October 31, 2012

Largest Collection of Kalam-e-IQBAL(Ra)-MP3 Free Download-Hazrat Dr.Allama Muhammad Iqbal(Ra)




Kalam-e-IQBAL(Ra) MP3 Free Download
Hazrat-e-Iqbal Poet of Islam & East

 Page Upgraded !! Now You Can Download 

VOICE OF IQBAL

Now You Can Easily  Download from our New Server of "Box"

معزز صارفین ! گذشتہ سال ہمارے فور شیئرڈ کے سرور میں مسائل کے بعد بہت کلامِ اقبالؒ ڈاؤن لوڈ کرنے میں دقت کی شکایات موصول ہورہی تھیں، الحمداللہ ! کلامِ اقبالؒ کے ضمن میں پاک پیٹریاٹک لائبیری کو یہ اعزاز ھاصل ہے کہ دیگر ملی و قومی نغمات کی طرح ملی نغمات کی اس جہت میں بھی سب سے بڑا اور منفرد مجموعہ ہمارے ہی پاس ہے،اس لیے کوشش کی جاتی رہی کہ جلد از جلد نئے سرور پر اپ لوڈ کردیے جائیں، چنانچہ امسال یومِ اقبالؒ سے قبل ہی گذشتہ نغمات اور کچھ نئے اور نایاب کلامِ اقبالؒ کے ساتھ یہ صفحہ آپ سب کی نذر،
والسلام
ابصار احمد
( پاک پیٹریاٹک لائبریری )


EXCLUSIVE


Apna Maqam Paida Kar
( Complete Album -MP3 Free Download )










Kalam-e-Iqbal ( Radio Pakistan & PTV )
                            ( Memorable,Lesson full & Rare Tracks-MP3 Free Download )



























Aasman Mujh ko Bhuja De Firozan hoon mai by Ghulam Ali

Har lehza hai Momin by Noor Jehan

Yeh Gumbad-e-Minayee by Malika Pukhraj

Woh Harf-e-Raaz Mujh ko Sikha gaya Junoon by Mehdi Hassan

Sitaron se Aage Jahan Aur bhi hain by Rahat Fateh Ali Khan

Pareshan Ho ke Meri Khaak by Muhammad Ali Shyhaki

Pareshan Ho ke Meri Khaak by Sanam Marvi

Nawa-e-Waqt by Muhammad Ali Shyhaki & MehJabeen Qazalbash

Halqa-e-Bastand Sar-e-Turbat by Muhammad Ali Shyhaki

Jahan Main Ahl-e-Emaan Surat-e-Khursheed Jeete hain by Tarannum Naz

Ya Rab Dil-e-Muslim ko Woh Zinda Tamanna by Shehzad Roy

Sabaq phir Parh Sadaqat ka Adalat ka Shujaat ka by Fahad Shah

Kabhi Aye Nau Jawan Muslim Tadabbur bhi Kiya Tu ne by Fahad Shah





Shikwa Jawab Shikwa ( Kalam-e-IQBAL From Bang-e-Dara )

Shikwa by Nusrat Fateh Ali Khan

Jawab Shikwa by Nusrat Fateh Ali Khan




IQBAL Bachchon Ke Liye (New)
( IQBAL's Poetry for Build the Nation )


Tribute to Allama Muhammad Iqbal(Ra)


Iqbal Tujhe Teri Khidmat ko Salam-Rare Song by Imran Nashad


Aik Pahar aur Gulehari by Mehnaz

Lab pe Aati hai Dua Ban ke Tamanna-Nayyara Noor

Tehni pe Kisi Shajar ki Tanha-Hamdardi by Khalil Ahmed

Huzoor Risalat-e-Ma'ab(SaW) Mai by Khalil Ahmed

Ik Parinda aur Jugnoo by Akhlaq Ahmed

Mera Watan Wohi hai by Mehnaz

Jugnoo ki Roshni thi Kashan-e-Chaman mai-Jugnoo by Akhlaq Ahmed

Parinday ki Faryad - Aata hai yaad Mujh ko Guzra hua Zamana by Akhlaq Ahmed


 IQBAL Bacchon Ke Liye VOL 2 


Tehni Pe Kisi Shajar ki Tahna - Hamdardi by Ghulam Abbas

Aik Makra aur Makkhi by A.Nayyar & Afshan

Ya Rab Dil-e-Muslim ko ( Dua-e-Muslim ) by Khadim Hussain

Chaand aur Taaray by Chorus

Aik Parinday ki Faryaad by Ghulam Abbas

Aik Pahaar aur Gulehri by Ghulam Abbas & Afshan

Jugnoo ki Roshni thi Kashana-e-Chaman mai by Zafar Hussain

Aik Aazrzoo by Khadim Hussain



 Kalam-e-IQBAL ( Vol 1 )
(Upgraded)

Chamak teri Ayaan Bijli mai by Tarannum Naz Laila

Ishq ke Mizraab se Naghma-e-Taar-e-Hayat by Ghulam Ali

Jo tha Nahi hai jo hai Na hoga( Zamana ) by Ghulam Ali

Kabhi Aye Hqiqat-e-Muntazir by Ghulam Ali

Khol Aankh Zameen Dekh Falak Dekh by Ghulam Ali

Raah-e-Khizer by Fida Hussain

Parishan ho ke Meri Khaak Akhir Dil na Ban jaye by Rubina Badr

Tu Raaz-e-Kun Fakaan hai Apni Aankhon par Ayaan ho ja by Ghulam Ali

Ya Rab Dil-e-Muslim ko  by Farida Khanam & Ustad Amanat Ali Khan

 Kalam-e-Iqbal ( PTV & Radio Pakistan )
( Upgraded )
                          
Aarzoo hai ke Nazar aye Mera Mah-e-Tamam by Ghulam Ali

Aaye Turbat pe meri by Asad Amanat Ali

Aijaz hai Kisi ka ya Gardish-e-Zamana by Tarannum Naz

Anokhi Waza hai by Khursheed Begum

Aqal go Aastan se Duur Nahi by Asif Javed

Dil Soz se Khaali hai by Hamid Ali Khan

Fitrat ko Khirad ke Ru Ba Ru kar

Hai Soz-e-Sukhan Lala o Mastana-e-Dil se by Asad Amanat Ali

Har Lehza hai Momin ki Nye Shan by Shakil Ahmed

Har Shay Mehv-e-Khud Numayee by Iqbal Bano

Har Shay Musafir Har Cheez Rahi by Tahir Syed

Hasti Meri Mera Nizam by Asad Amanat Ali

Khirad ke paas Khabar ke Siwa kuch aur Nahi by Mehnaz

Khudi ka Sirr-e-Nihan La Ilaha Illallah by Shaukat Ali

Khudi Woh Behar hai jis ka Kinara Nahi

Khursheed-e-Bidaman hoon ( Nawa-e-Waqt ) by Nahid Akhter

Masjid-e-Qurtaba by Tahira Syedc & Malika Pukhraaj

Mera Payam Aur hai by Tahira Syed

Na Saleeqa Mujhe Kalimi ka by Hamid Baqari

Na Tujhe Pasand Bada by Ghulam Ali

Mujhe Aah-o-Fughan by Hamid Ali Khan

Parishan Ho ke Meri Khaak Akhir by Mehdi Hassan

Phir Baad-e-Bahar ayee by Nayyara Noor

Sarashk-e-Chashm-e-Muslim mai hai ( Tulu-e-Islam )

Sitaron se Aagay Jahan Aur bhi Hain by Sajjad Ali

Wohi Meri Kum Naseebi by Tahira Syed

Teri Meh se Wajd mai har Khum Shikan by Mehnaz

Tez Tarak Gaamzum Manzil-e-Maa Duur Nest by Nahid Akhter

Tu Ae Aseer-e-Makaan La Makaan se Duur nahi by Tarannum Naz

Utho Meri Duniya ke Gharibon ko Jaga do by A.Nayyar

Woh Harf-e-Raaz Mujh ko Sikha gaya by Mehdi Hassan

Wohi Meri Kum Naseebi by Akhlaq Ahmed

Yeh Gumbad-e-Minayee by Mehdi Hassan

Yeh Gumbad-e-Minayee ( Persian Translation ) by Farida Khanum

Yeh Kharabat hai Is Bazm mai ( Persian Translation ) by Mehnaz

Khirad ke Paas Khabar ke Siwa by Suraiyya Khanum

Shikwa Jawab-e-Shikwa by Tina Sani

Wohi Meri Kum Naseebi by Nayyara Noor

Khursheed-e-Bidaman ( Nawa-e-Waqt ) by Muhammad Ali Shyhaki

La Phir ik Baar Wohi Bada-o-Jam Aye Saqi by Salamat Ali Khan

Mujhe Aah-o-Fughan by Hamid Ali Khan

Aqal go Aastan se Duur Nahi by Asif Khan




Ahang-e-Iqbal(Ra)
Rare Album
                                              ( Complete Album-MP3 Free Download )

Hasrat-e-Jalwa-e-Aan Maah-e-Tamam by Ejaz Qaiser 

Az Chashm-e-Saqi by Munir Hussain 

Ba Nasha-e-Darveshi by Ghulam Abbas

Har Shay Musafir har Cheez Rahi by Samina Zahid 

Jab Ishq Sikhata hai Adab-e-Khud Aagahi by Munir Husain 

La Phir Ik Baar Wohi bada-o-Jam by Nusrat Fateh Ali Khan

Tu Aye Aseer-e-Makan by Ghulam Abbas

Ya Rab Dil-e-Muslim ko by Ejaz Qaiser

Ba Ein bahana dareen Bazm Mehram-e-jooyem by Ghulam Ali

Yoon Hath Nahi Ata Woh Gauhar-e-Yuk Dana by Fida Husain

Yeh Gumbad-e-Minaee by Ustad Amanat Ali Khan


Kalam-e-IQBAL(Ra)


                    






This Portion Under Process , InshaAllah will Upload all Songs before 9th of Nov 2015

Shikwa Jawab-e-Shikwa ( Selected ) by Amjad Sabri & Naeem Abbas Rufi-PTV  ( Latest )

Tere Ishq ki Inteha Chahta hoon by Sajjad Baig-PTV

Digargoon hai Jahan Taaron ki Gardish hai by Mehdi Hassan ( Very Rare )  

Peer-o-Mureed ( Makalma-e-Rumi ) by Arieb Azhar & Azam Bakhshi 

Silsila-e-Roz-o-Shab Naqsh gar-e-Hadsat by Tina Sani

Dyar-e-Ishq mai Apna Maqam Paida kar by Nusrat Fateh Ali Khan 

Kabhi Aye Haqeeqat-e-Muntazir by Rahat Fateh Ali Khan-Kalam-e-IQBAL-MP3 Download  ( New )
Tariq ki Dua-Yeh Ghazi Yeh tere Pur Asrar Banday by Junaid Jamshed-MP3 Download ( New 

Wohi Meri Kum Naseebi-by Ustad Fateh Ali and Ustad Mubarak Ali Khan-MP3 Download ( New )
Yeh Gumbad-e-Minayee by Hina Nasrullah ( New )


MP3 Free Download









Tuesday, October 30, 2012

Pyara Pyara Pakistan ( National Song of Night Creatures Band -Lyrics )

Apna Jo Des hai
Sab se Nirala
Qurban Is pe hai
Dil Yeh Hamara
Yeh Hamari Jaan
Yeh Hamari Shan
Pyara Pyara Pyara Pakistan
ho ho ho..............................
Pyara Pyara Pyara Pakistan
Is ki Bunyadon mai
Khoon Apna hai
Yeh to Iqbal(Ra) ki
Ankhon ka Sapna hai
Quaid ka hai Yeh Ahsaan
Pyara Pyara Pyara Pakistan
ho ho ho..............................
Pyara Pyara Pyara Pakistan
Apni Umeedon ki 
Hai Yeh Jannat
Is ki Muhabbat bhi 
Hai Ik Ibadat
Hum Sab ki hai Yeh Pehchan
Pyara Pyara Pyara Pakistan
ho ho ho..............................
Pyara Pyara Pyara Pakistan
Farq Nahi hai Koi
Hum Aik Jan hain
Aik hai Dil
Jis ke Chaar Armaan hain
Pak Watan hai Apni Aan
Pyara Pyara Pyara Pakistan
ho ho ho..............................
Pyara Pyara Pyara Pakistan
Apna Jo Des hai
Sab se Nirala
Qurban Is pe hai
Dil Yeh Hamara
Yeh Hamari Jaan
Yeh Hamari Shan
Pyara Pyara Pyara Pakistan
ho ho ho..............................
Pyara Pyara Pyara Pakistan

Singer               : Night Creatures Band
Poet                 : Sabir Zafar
Music               : Night Creatures
Released          : 1990
Album              : Night Creatures Vol 1. 

Jugni Pakistan Di Ae-Ali Da Naam Ali Da ( Patriotic & War Song-Lyrics & Download )

Jugni Diyan Onchiyan Shanan ne
Jugni Diyan Onchiyan..................
Garh Jeetya Sher Jawana ne
Paye Gajde wich Maidanan ne
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Jugni de Dhaage Kasse ne
Aj Dushman Weeri Nasse nen
Aj Johar Ghaziyan dasse ne
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Jugni toon Sab pe Thallay Oye
Jugni noon Sab pe Thallay.......
Mere Ghazi Jang te Challay Oye
Mere Ghazi Jang te Challe
Aj Kehra Weeri Thhallay Oye
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Jugni noon Kheran Suttay ne
Jugni noon Kheran Suttay......
Hun Dushman Charh gaye Hathay ne
Hun Dushman Charh gaye..................
Hun Phard ke Beh gaye Mathhay ne
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Jugni Diyan Gallaa'n Sachiyan ne
Jugni Diyan Gallaa'n....................
Ghazi Diyan Shanan Unchiyan ne
Ghazi Diyan Shanan......................
Bazaa'n te Chiryaan Buchiyaan ne
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Aih Jugni Pakistan di aye
Jugni Pakistan..............................
Aih Ruj ke Mojaan Maan di aye
Ruk ke Mojaan............................
Aih Haami Pak Qur'an di aye
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Aih Jugni Lakh Karor di aye
Jugni Lakh Karor........................
Aih Dushman da Sar Phor di aye
Kafir da Bera Bor di aye
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Meri Jugni da Rab Wali aye
Meri Jugni da Rab...................
Momin di Shan Nirali aye
Momin di Shan Nirali
Jind Ditti te Lajpali aye
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Meri Jugni Aas Umeedan di
Aih Sathi sada Shaheedan di
Aih Dushman sada Yazeedan di
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Jugni de Dhaage Baggay ne
Aj Dushman Agay Lagge ne
Jiyoon wich Punjabi Dhaggay ne
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Jugni noon Rab diyan Rakhan ne
Azmaya Weriyaa'n Lakhan ne
Keh Khona aye sada Kakhha ne
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Aih Jugni Pakistani aye
Duniya ne Aj Pehchani aye
Anwer de Dil di Jani aye
Weer Mirya Jugni Kehndi aye
Bhai Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da Lendi aye
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da
Oh Sohne Naam Ali(Rza) da
Oh Gawan Naam Ali(Rza) da
Ali(Rza) da Naam Ali(Rza) da

Singer           : Alam Lohar
Poet             : Dr.Anwer Rasheed
Music          : Muhammad Alam Lohar
Released      : 18th Sept 1965 ( During War )
Radio Pakistan Lahore.

Pak Pilot-Yeh Uthaan Ghaziyana Yeh Uraan Fatehana ( PAF Song-Lyrics )

Yeh Uthhan Ghaziyana 
Yeh Uraan Fatehana
Tre Shahparon ke Neechay
Yeh Zameen Yeh Zamana
Isi Shan se Uray Jaa
Za Sitara ta Sitara
Sar-e-Sehan Naik Behnain
Lab-e-Baam Pak Maayen
Ba Huzoor-e-Haq-e-Ta'ala
Tere Naam ki Duaaen
Isi Shan se Uray Jaa
Za Sitara ta Sitara
Tere Naam se hai Zinda
Dastan-e-Azm-o-Jisarat
Tu Hawaaon ka hai Pala
Nayee Subho ka Ujala
Isi Shan se Uray Jaa
Za Sitara ta Sitara
Yeh Uthhan Ghaziyana 
Yeh Uraan Fatehana
Tre Shahparon ke Neechay
Yeh Zameen Yeh Zamana
Isi Shan se Uray Jaa
Za Sitara ta Sitara

Singer        : Soul Band
Poet           : Brig.Zameer Ahmed Jafari
Music        : Ayaz

Mujhe Pyar Apne Watan Se Hai ( Milli Naghma-Lyrics )

Na to Ahoohan-e-Tataar se
Na Sanman Baran-e-Adan se hai
Mai Nisar Apne Watan pe hoon
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mai Woh Chand hoon ke Jise Kabhi
Koi Teergi Na Bhuja Saki
Na to Khauf Mujh ko Ghataaon ka
Na Hiras Mujh ko Girhan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Yeh Maqam Jitne hain Raah mai
Na Jachen ge Meri Nigah mai
ke Apni Jehad mai hoon Magan
Mujhe Kaam Apni Lagan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Jo Samoom ko Na Kahen Saba
Mai Un hi Gulon ka hoon Hum Nawa
Mai Chaman se Kese rahoon Juda
Meri Aabroo to Chaman se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai
Mujhe Pyar Apne Watan se hai

Singer       : Akhlaq Ahmed
Poet          : Bashir Farooq
Music       : Khalil Ahmed
Released  : 1982
Pakistan Television Karachi Center.

Sheharon Ki Dulhan Shehar Karachi ( Tribute to Karachi )

Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat  Nirali hai...........................
Ik Taraf Lyari hai
Ik Taraf Pahari hai
Ik Taraf Kemari hai
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat  Nirali hai...........................
Is Taraf hai Naiti Jetty
Us Taraf hai Teen Hatti
Zarkhez Nahi hai Lekin
Mardam Khez Yahan ki Mitti
Qurdat ne Hathon se Banayee
Khuda ki Basti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Khilta huwa Har Mukhra
Hansta huwa Har Chehra
Dhanda hai Har Ik Banda
Masroor Shehar hai Yeh
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Aj Dekho Yeh Tower hai
Aur Yaheen pe Kharadar hai
Quaid-e-Azam(Ra) ka Bachpan
Jahan Guzra Yaheen Woh Ghar hai
Baani-e-Pakistan ki Manzil
Aur Yahi Mitti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Zulmat bhi Hirasaa'n hai
Heran-o-Pareshaa'n hai
Kia Khoob Charaghaa'n hai
Pur Noor Shehar hai Yeh
Mehsoor Shehar hai Yeh
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Mashooq Hazaron ka
Mash'hoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Poorab Kuch Kuch Pachhni
Uttar ke Kuch Kuch Deccani
Punjabi, Pathan,Baluchi, Kashmiri aur Sindhi
Bhat Bhat ki Tarah Tarah ki Khalqat Basti hai
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Ulfat ki Yahan Boli
Himmat hai Yahan Khoobi
Mehnat se Kama Roti
Yeh Shehar Ghareebon ka
Yeh Shehar Ameeron ka
Bharpoor Shehar hai Yeh
Mazdoor Shehar hai Yeh
Shehron ki Dulhan Kehiye Jis ko
Shehar Karachi hai...................
Tujh ko Bataon Baat kia Is ki
Baat  Nirali hai...........................

Singer          : Alamgir
Poet             : ?
Music          : Sohail Rana
Released     : 1985
Pakistan Television Karachi Center.

Monday, October 29, 2012

Nahi Rukay Ga Nahi Jhukay Ga Yeh Hai Pakistani ( Qaumi Naghma-Lyrics )

Jaan lo Yeh baat Duniya Walo!
Maan lo Yeh Baat Duniya Walo!
Nahi Rukay ga Nahi Jhukay ga
Koi ho Maida'n Fatah Kare ga
Yeh hai Pakistani
Jaan lo Yeh Baat Duniya Walo!
Maan lo Yeh Baat Duniya Walo!
Jese bhi Halat Apni to Aik hi Baat
Mar Jayen ge Lekin 
Dharti pe Anay na den ge Aanch
Jaan lo Yeh Baat Duniya Walo!
Maan lo Yeh Baat Duniya Walo!
We are Pakistani
We are Pakistani
Hum ne li hai Dil mai Thaan
Kar jayen ge Aisa Kaam
Jab tak hai Yeh Duniya
Teri Kum Na Shan
Hum ne li hai Dil mai Thaan
Kar jayen ge Aisa Kaam
Jab tak hai Yeh Duniya
Teri Kum Na Shan
Nahi Dare ga Nahi Jhuke ga
Nahi Hatay ga Nahi Mitay ga
Koi ho Maida'n Fatah Kare ga
Jan lo Yeh Baat Duniya Walo!
Maan lo Yeh Baat Duniya Walo!
Nahi Dare ga Nahi Jhuke ga
Nahi Hatay ga Nahi Mitay ga
Koi ho Maida'n Fatah Kare ga
Yeh hai Pakistani.......................

Singer         : Arshad Mehmood
Poet           : ?
Music        : Arshad Mehmood
Pakistan Television Karachi.

Aao Karen Hum Pyar Watan Se ( Qaumi Naghma-Lyrics )

Aao Karen Hum Pyar Watan se
Aao Karen Hum Pyar Watan se
Phool hain Hum Is Pak Chaman ke
Aao Karen Hum Pyar Watan se
Nafrat ka Har Naqsh Mita kar
Pyar se Pyar ka Deep Jala kar
Man ke Khwab Saja kar Man se
Aao Karen Hum Pyar Watan se
Aao Karen Hum Pyar Watan se
Apne Watan ki Har Phulwari
Zarb-e-Junoo'n ki hai Gulkaari
Suntay hain Yeh Mast Pawan se
Aao Karen Hum Pyar Watan se
Aao Karen Hum Pyar Watan se
Parcham Chand Sitare Wala
Jagmag Jagmag karta Rahe ga
Yuk Jehti ki Aik Kiran se
Aao Karen Hum Pyar Watan se
Aao Karen Hum Pyar Watan se
Phool hain Hum Is Pak Chaman ke
Aao Karen Hum Pyar Watan se

Singer          : Zarqa
Poet            : Bashir Farooq
Released     : 1990
Pakistan Television Islamabad Center.

Sabz Parcham Watan Chand tara Watan ( Milli Naghma-Lyrics )

Sabz Parcham Watan Chand Tara Watan
Sabz Parcham Watan Chand Tara Watan
Dil ki Qindeel Ankhon ka Tara Watan
Hum ko Mehboob hai Apna Sara Watan
Rooh ka Jagmagata Watan
Sabz Parcham Watan Chand Tara Watan
Is ke Akash Taaron se Mamoor hain
Is ke Gulshan Baharon se Bharpoor hain
Is ki Taqdeer hai Aisa Pyara Watan
Sabz Parcham Watan Chand Tara Watan
Yeh Zameen hai Zameenon ka Noor-e-Jabee'n
Is ke Kohsar Sunder hain Chashmay Hasee'n
Yeh Hamara Watan hai Hamara Watan
Sabz Parcham Watan Chand Tara Watan
Sabz Parcham Watan Chand Tara Watan
Dil ki Qindeel Ankhon ka Tara Watan
Hum ko Mehboob hai Apna Sara Watan
Rooh ka Jagmagata Watan
Sabz Parcham Watan Chand Tara Watan

Singer           : Zarqa & Mahwish
Poet             : Ahmed Nadeem Qasmi
Released      : 1989
Pakistan Television Islamabad.

Sunday, October 28, 2012

Jab Tak Chamken Chand Sitare Mera Watan Azad Rahe ( National Song-Lyrics & Download )

Jab Tak Chamken Chand Sitare 
Mera Watan Azad rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare 
Mera Watan Azad Rahe
Is ka Har Ik Shehar Salamat
Har Gaaon Abad Rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Is ki Narm Hawaaon ne
Hum Sab ka Roop Sanwara hai
Dil ko Rahat Bakhshi hai
Chehron ka Rung Nikhara hai
Pehle Hum hain Pakistani
Phir Koi Naam Hamara hai
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Hum is ki Azad Faza mai
Geet Khushi e Gaatay hain
Is ke Nazare  Har Ik Dil mai 
Pyar ka Rung Sajate hain
Is ke Dum se hi Hum Dunya mai
Hum Pehchane Jatay hain
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Mera Watan Azad Rahe
Is ka Har ik Shehar Salamat
Har Ik Gaaon Abad Rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare

Singer          : Mehnaz
Poet             : Masroor Anwer
Composed   :?
Released     : 1990
Pakistan Television Karachi Center.

Fazaiyyah...........Fazaiyyah....Mere Arz-e-Pak Ki Fazaiyyah ( Tarana-e-Fazaiyyah-Lyrics )

Hum Hawain hain
Hum Fazaain hain
Apni Maaon ki.............Apni Behnon ki
Hum Duaaen hain
Fazaiyyah.........................Fazaiyyah
Aye Mere Arz-e-Pak ki Fazaiyyah
Fazaiyyah.........................Fazaiyyah
Aye Mere Arz-e-Pak ki Fazaiyyah
In Jawano ki Manzilen Buland
In Jawano ke Hoslay Buland
Yeh Hawaon ke Shahsawar hain
 Daalne Chalay hain Yeh Sitaron pe Kamand
Goonjti hain Asmanon pe Yeh Sadayen hain
Hum Hawain hain
Hum Fazain hain
Apni Maaon ki
Apni Behnon ki
Hum Duaaen hain
Fazaiyyah.........................Fazaiyyah
Aye Mere Arz-e-Pak ki Fazaiyyah
Arz-e-Pak ke Yeh Uqaab hain
Aftab ke Hum Rakaab hain
In ke Samne kab koye Ruka
Yeh Agar Jhapat paren to Azaab hain
Andhiyan hain Bijliyan hain Yeh Ghatayen hain
Hum Hawain hain
Hum Fazain hain
Apni Maaon ki
Apni Behnon ki
Hum Duaaen hain
Fazaiyyah.........................Fazaiyyah
Aye Mere Arz-e-Pak ki Fazaiyyah

Singer            : Dr.Sikandar Shaikh
Poet              : Dr.Sikandar Shaikh
Released       : 2009
Radio Pakistan Central Production Unit.

Thursday, October 25, 2012

Watan ( Milestone's Patriotic Song-Lyrics )

Dekho Keh Raha hai kia Mera Man
Mera Dil Meri hai Jan Yeh Watan
Mil kar Rehna hai Isi ke Sung
Yeh Meri Pehchan hai.......................
Hum hi Pasba'n hain han Watan ke
Yahi Maa'n Meri hai Ja'n Azal se
Diye Jalao Apni Chahaton ke
Ik Karavan Hasti ho
Apni Misal Apni ho
Mil kar Rehna hai Is ke Sung
Yeh Meri Pehchan hai
Alum Uthao Apni Himmaton ke
Hathon mai Hath Dosti ho
Ik Khoob Khayal Roshni ho

Singer            : Milestones ( Musical Band )
Poet               : Ali Tim
Music            : Ziyad
Released       : 1994

Dil Jesa Pakistan ( National Song-Lyrics )

Zinda hai Izzat Aur Sar Uthay hain
Sacha hai Jazba Aur Qadam Jamay hain
Is Mitti ki Chahat ko Dil se Laga ke rakhna
Rang In mai Pyar ke Pakke Kachay
Hain Jazbay Sachay..............................
Khuda ka Karam
Kabhi Na Jhuke Hum
Is Jesa nahi koi Dooja Hum se Ala
Apni Jaan....................................
Dil Jesa Pakistan
Dil Jesa Pakistan
Dil jesa Pakistan
Dil Jesa Pakistan
Sab hi Kuch Yahan
Is Watan ko Tum Pehchan Lena
Hai Jazba Hamara
Is Watan ke Liye Jan Dena
Khuda ka Karam
Kabhi Na Jhuke Hum
Is Jesa nahi koi Dooja Hum se Ala
Apni Shan....................................
Dil Jesa Pakistan
Dil Jesa Pakistan
Dil jesa Pakistan
Dil Jesa Pakistan

Singer          : 
Released      : 23rd March 2012 for Express Tv

Islam Zindabad.............Pakistan Zindabad ( Yaum-e-Takbeer-Milli Naghma-Lyrics )

Allah ki Rehmat Chhaayee
Phir Us ne Madad Farmayee
Ik Johari Quwwat ban kar
Is Qaum ne Izzat Paayee
Islam Zindabad
Pakistan Zindabad
Islam Zindabad
Pakistan Zindabad
Is Johari Qaum ke Johar Ab Khule hain
Jo Rastay Kho gaye thay Ab Mile hain
Ab Mayoosi ke Badal Dhal Gaye hain
Jo Qadam Ruke huwe thay Phir Chale hain
Ab Hum Khud Ik Manzil hain
Hum Rastay Hum hi Raahi
Allah ki Rehmat Chhaayee
Phir Us ne Madad Farmayee
Ik Johari Quwwat ban kar
Is Qaum ne Izzat Payee
Islam Zindabad
Pakistan Zindabad
Islam Zindabad
Pakistan Zindabad
Ab Ummat-e-Ahmed-e-Mursil(SaW) Aik huwi hai
Ab Azmat-e-Pak Watan ki Barh gyee hai
Imaan ki Taqat Hum ko Mil gyee hai
Allah ki Rassi Hum ne Thaam li hai
Bus Agay hi Barhna hai Ab Hum ne Qasam Yeh Khayee
Allah ki Rehmat Chhaayee
Phir Us ne Madad Farmayee
Ik Johari Quwwat ban kar
Is Qaum ne Izzat Paayee
Islam Zindabad
Pakistan Zindabad
Islam Zindabad
Pakistan Zindabad
Islam Zindabad
Pakistan Zindabad

Singer        : Dr.Sikandar Shaikh
Poet           : Dr.Sikandar Shaikh
Released    : 2010
Radio Pakistan Central Production Unit

Pakistan Hai Dil Hamara Pakistan Hai Jan ( PAF Song-Lyrics )

Pakistan hai Dil Hamara Pakistan hai Jan
Pakistan hai Dil Hamara Pakistan hai Jan
Yeh Hai Apna Pyara Watan Hum Sab Is pe Qurban
Pakistan.....................................Pakistan
Yeh hai Dharti Pyari Pyari
Is se Shan Hamari
Is ki Hawaaon mai Khushbu hai
Yeh hai Ik Phulwaari
Yeh hai Amanat Sonay Jesi
Yeh hai Hamari Aan
Pakistan.....................................Pakistan
Pakistan hai Dil Hamara Pakistan hai Jan
Pakistan hai Dil Hamara Pakistan hai Jan
Yeh Hai Apna Pyara Watan Hum Sab Is pe Qurban
Pakistan.....................................Pakistan
Is ke Paharon ko Dekhen to 
Josh se Dil Bhar Jaye
Chand Sitare Wala Parcam
Sada Sada Lehraye
Quaid-e-Azam(Ra) aur Iqbal(Ra) ka 
Hum pe Yeh  Ahsan
Pakistan.....................................Pakistan
Pakistan hai Dil Hamara Pakistan hai Jan
Pakistan hai Dil Hamara Pakistan hai Jan
Yeh Hai Apna Pyara Watan Hum Sab Is pe Qurban
Pakistan.....................................Pakistan

Singer         : Nadeem Ahmed
Released    : 2002
An ISPR Pakistan Air Force Presentation

Wednesday, October 24, 2012

Roshan Meri Ankhon Mai Wafa Jo Diye Hain ( Milli Naghma-Lyrics )

Roshan Meri Ankhon mai Wafa ke jo Diye hain
Roshan Meri Ankhon mai Wafa ke jo Diye hain
Sab Tere Liye hain
Sab Tere Liye hain
Waday Teri Mitti ki Qasam jo bhi Kiye hain
Sab Tere Liye hain
Sab Tere Liye hain
Roshan meri Ankhon ami Wafa ke jo Diye hain
Seenay mai Dharakte Huwe Dil ki Tu Zubaa'n hai
Tu Meri Muhabbat hai Umeedon ka Jahan hai
Naghmat-e-Watan Shan-e-Watan mai jo bhi Likhe hain
Sab Tere Liye hain
Sab Tere Liye hain
Roshan Meri Ankhon mai Wafa ke jo Diye hain
Har Sham Naya Chand Tujhe Dekhne Aaye
Sath Apne Sitare Tere Naghmat Gulhaaye
Kirnon ki Chamak se jo Dar-o-Bam Saje hain
Sab Tere Liye hain
Sab Tere Liye hain
Roshan Meri Ankhon mai Wafa ne jo Diye hain
Sawan Bhare Mausam Tere Lehra ke Jab Ayen
Barish kare Boondon ki Yeh Tez Hawain
Mausam jo Mehakte huwe Qudrat ne Diye hain
Sab Tere Liye hain
Sab Tere Liye hain
Roshan Meri Ankhon mai Wafa ke jo Diye hain
Sab Tere Liye hain
Sab Tere Liye hain
Roshan Meri Ankhon mai Wafa ke jo Diye hain

Singer          : Noor Jehan
Poet             : Manzoor Ahmer
Released      : 1990
Pakistan Television Islamabad
Remake       : Zill-e-Huma ( for PTV )
                    : Sarah Raza ( for PTV in 2011 )

Roshan meri Ankhon mai Wafa ke jo Diye hain by Noor Jehan-Milli Naghma-MP3 Free Download-Click Here 

Hai Zindagi Ka Maqsad Auron Ke Kaam Aana ( Qaumi Naghma-Lyrics )

Apne liye to Sab hi Jeete hain Is Jehan mai
Apne liye to Sab hi Jeete hain Is Jehan mai
Hai Zindagi ka Maqsad Auron ke Kaam Ana
Apne Liye to Sab hi Jeete hain.......................
Sab se Bari Ibadat Insa'n se Pyar karna
Apna Lahoo Baha kar Dunya ki Maan bharna
Dunya ki Maang Bharna.................................
Apni Khushi Samajh ke Gheron ke Dukh Uthana
Hai Zindagi ka Maqsad Auron ke Kaam Ana
Apne Liye to Sab hi Jeete hain.......................
Karta hai Jese Maali Apne Chaman ki Khidmat
Karna Usi Tarah se Tum bhi Watan ki Khidmat
Tum bhi Watan ki Khitmat....................................
Mehnat se Zindagi mai Har giz Na Jee Churana
Apne liye to Sab hi Jeete hain Is Jehan mai
Hai Zindagi ka Maqsad Auron ke Kaam Ana
Apne Liye to Sab hi Jeete hain.......................
Aaye jo koi Mushkil Himmat se Kaam Lena
Girne lage jo koi Tum Barh ke Thaam Lena
Tum Bhar ke Thaam Lena...............................
Insa'n Wohi Bara hai jis ne Yeh Raz Jana
Apne liye to Sab hi Jeete hain Is Jehan mai
Hai Zindagi ka Maqsad Auron ke Kaam Ana
Apne Liye to Sab hi Jeete hain.......................

Singer             : Mehnaz
Poet                :Kaleem Usmani
Music              : M.Ashraf 
Released         : 1976
Film                : Daagh
Inspiration     : Saleem Javed
Remake          : Syed Muhammad Iqbal

Apne liye to Sab hi Jeete hain Is Jahan mai by Mehnaz-MP3 Free Download-Click Here



Tuesday, October 23, 2012

Chanda Se Poochha Mai Ne Taaron Se Poochha ( National Song-Lyrics )

Chanda se Poochha Mai ne Taaron se Poocha
Dharti se Poochha Nazaron se Poocha
Sab ke Sab ne Kaha Han re Han
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Dunya mai Sab se Alag hai Yaaron Yeh Apni Kahani
Anhoni Kar ke Dikhana Aadat hai Apni Purani
Mana Rastay Dushwar thay
Dushman bhi Baray Makkar thay
Har Jang mai Apni Jeet huwi
Jazbay Apne Hathyar thay
Har Lab pe Dua.....
Har Dil ki Sada ......
Har Dharkan ka Arman
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Is ki Fazaon mai Goojen Har Su Khushi ke Taranay
Is ki Hawaon mai Ghoomen Chahat ke Lakhon Fasanay
Gar Pyar Karo to Pyar hain
Nafrat se Hum Bezaar hain
Yeh Sari Dunya Jan le
Yaaron ke Hum to Yaar hain
Hum Apne Des par....Apni Dharti pe ...Waar Den Apni Jan
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Mere Watan ke Nazaray Jannat ke Manzar Suhanay
Nikle hain Duniya mai Hum to Khushbu mai Is ki Basanay
Khyber ho ya Mehran ho Punjab Baluchistan ho
Hum Ik Doojay ke Sang Chalen 
Aur Des ki Oonchi Shan Banen
Yeh Sabz Hilali Parcham hai Teri Meri Pehchan
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Chanda se Poochha Mai ne Taaron se Poocha
Dharti se Poochha Nazaron se Poocha
Sab ke Sab ne Kaha Han re Han
Sab se Pyara hai Mera Pakistan
Sab se Pyara hai Mera Pakistan

Singer        : Akber Ali
Released   : 2001
Album       : Freedom Top 10 by Sound Master