Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Friday, April 26, 2013

Kab Jaagay Ga Pakistan ( New Patriotic Song 2013-Lyrics & Download )

Yeh Meri Jang Andheron se Ibtada se hai
Mai hoon Chiraagh Mera Ma'aarka Hawa se hai
Ameer-e-Shehar se kehna ke Log kete hain
Nahi hai tujh se Shikayat Teri Ana se hai
Is Roshni ke Shehar mai Dum Ghut'ta hai Mera
Kaho Sab ho ke ik Zuban ke hon ge Na Juda
Kis Khaam Khayali mai Din Dhalta hai Tera
Kion honay doon jo hota hai Dil se aati hai Sada
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Selaabon ki Anjuman mai Watan Jal Thal huwa
Barbadi ki is Dhund se goonjay Kon-o-Makan
Sarfaroshi ki Ab Justuju hogi Sab mai Ayaan
Khuda in Zaalimon ko kuch tu de Haya
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kam jo ho na sakay Tujh se kar un ko ho ke Pagal
Josh-e-Deewangi bhi Ik Naam hai Danaayee ka
Urooj-e-Adam-e-Khaaki ke Muntazir hain Tamam
Yeh Kehakshan Yeh Taaray Yeh Neelgoon Aasman
Jalal-e-Paadshahi ho ke Jamhoori Tamasha ho
Juda ho Deen Siyasat se to Reh jati hai Changezi
Aye Mere Watan ke Naujawano! Tum Socho Zara
Tum se hai Chaman ki Shan-o-Shaukat Tum se hi Hosla
Is Roshni ke Shehar mai Dum Ghut'ta hai Mera
Munafiqon ke Waadon se Kab kis ko Kiya Mila
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................
Kab Jagay ga Pakistan
Kab Jagay ga...............................................

Singer                       : Farrukh Sheikh
Lyrics                       : Farrukh Sheikh
Released                  : Feb.2013

Kab Jaagay ga Pakistan Kab Jagay ga by Farrukh Sheikh-MP3 Download-Click Here

Monday, April 1, 2013

Pak Patriotic Songs-Lyrics & Informatin


Aisa Josh dikhlayen ge

Aise Hum jiyen Oonchi buhat oonchie

Aj Hindiyan Jang di gal cheeren

Allah Mera Pakistan Jeeway Jeeway

Amar Kahani 

Anmol Zameen

Apne Fazaiyyah ke yeh Andaz Dekhye

Apne khoon se Tujhe Rangeen fasanay den ge

Apne parcham Talay Har Sipahee Chalay 

Apna Parcham Aik hai Apna Quaid-e-Azam Aik hai

Apne Watan se Apni kahani hai 

Apni Dharti ghar hai yeh Jan lo 

Apni Jan Nazar Karoon 

Apni Jan Pakistan

Apni Jang rahe gi

Apni Quwwat Apni Jaan

Aye Arz-e-Lahore Aye Ahl-e-Lahore 

Aye Dharti Meri Tu hi Pehchan hai

Aye Dushman-e-Ayyar 

Aye Dushman-e-Deen Tune kis Qaum ko Lalkara 

Aye Hawa ke Rahiyo Badlon ke Sathiyo 

Aye Hum Watano! Aakhir woh Shab ki Siyahi gye 

Aye Karachi Marhaba 

Aye Khuda-e-Zul Jalal 

Aye Khuda Mera Watan Salamat rahay

Aye Mard-e-Mujahid Jag Zara Allahu Akbar Allahu Akbar 

Aye Mere Kashmir 

Aye Mere Des ke Pyare Logon

Aye Pak Zameen Hum Shaheen-o-Shahbaz Tere 

Aye Pak Watan Aye Pak Zameen 

Aye Pak Watan Tujhe Mera Khuda 

Aye Pyare Logo! Sajday mai Jaake 

Aye Qauid-e-Azam Tera Ahsan hai
Aye Quaid-e-Azam Aye Quaid-e-Azam

Aye Rah-e-Haq ke Shaheedo Wafa ki tasweero 

Aye Sherdil Jawano hum sath hain Tumhare

Aye Sipahan-e-Watan Haidery(Rza) Shamsheer ho Tum 

Aye Watan Aye Watan Teri hurmat ke Hum Pasban 

Aye Mere Watan ke Pasban Zindabad 
Aye Mere Kashmir

Aye Mere Des ke Pyare logo!

Aye Watan Zinda-o-Paainda Rahe Naam Tera

Ay Arz-e-Watan Tu hi bata teri Wafa pe 

Aye Madar-e-Watan Ooncha ho Tera Naam

Aye Mere Hum Watan Baandh Sar se Kafan

Aye Meri Sarzameen-e-Watan 

Aye Meri Sarzameen-e-Watan Jan-e-Rang-o-Bu 

Aye mere Pak Watan Tere Jiyalon ko Salam

Aye nigar-e-Watan Tu Salamat rahay 

Aye Watan tu ne Hum ko Pukara  

Aye Watan Paaindabad

Aye Jan-e-Watan Sultan-e-Watan 

Aye Watan Hum hain Teri Shama ke Parwanon mai 

Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai

Aye Watan Pyare Watan Pak Watan 

Aye Watan Mere Watan Pyare Watan Kis Qadar Shadab hain Tere Chaman

Aye Watan ke Sajeelay Jawano! Mere Naghmay Tumhare liye hain

Azadi ke geet 

Azad ki Dua 


Worb "B"

Ballay Ballay ni Watana da Rakha aye
Baazi Jeet ki

Bolo InshaAllah 

Bus Yahi Zameen

Barhay Chalo Barhay Chalo

Word "C"

Chal ke Dharti hai Teri 

Chalo Utho Phir se 

Chalo yeh Sochen Hum Aaj mil ke 

Chal Parha

Charhta Chand Ubharta Suraj Roshan Pakistan 

Chanda se Poocha mai ne Taaron se Poocha 
 
Chand Meri Zameen Phool Mera Watan 

Chand Sitara Apna Parcham Is ke Hum Rakhwale hain

Chananan Chananan Naye Saaz hain 

Cheetah Sipahee
Word "D"

Des Hamara aur Tumhara

Dharti Dharti Apni Maa'n

Dharti-Chal ke Dharti hai teri 

Dharti Hamari hai Aasman hamara hai 

Dharti Meri Tu hi Pehchan hai

Dharti hai Maa'n 

Dharkan mai Josh hai

Dil Dil Pakistan Jan Jan Pakistan

Dil-e-Deewana Pakistani

Dil Walo! Khelo Tum 

Dil Pakistani hai

Dil jesa Pakistan 

Diya Jalaye Rakhna hai 

Doryo Baapu Bharat Desh ho gyee Jagat hansayee

Dunya se Aagay aur Sab se Agay 

Duniya ki Hukumran Pakistani Cricket Team 

Do Pal ka Yeh Jeewan hai

Dosti ke Geet 

Dil Mangay aur Ziyada 

Dil Mangay Dil Mangay

Dushmano! Tum ne us Qaum ko Lalkara hai 

Word "E"

Ehtisaab bus Ehtisab  

Word "F"

Fauj aur Awam Aik 

Firdos ka Naqsha hai Pakistan Hamara 

Fazaiyyah Fazaiyyah Mere Arz-e-Pak ki

Word "G" 

Geo Tum sab ke liye
Goonja hai Sara yeh jahan-Takbeer

Gulzar Bana den ge

Gul Zameen aye Gul Zameen


widget

Monday, March 25, 2013

Watan Ki Sarzameen Ko Rashk-e-Aasman Banaayen ge ( Watan Ka Naghma-Lyrics )

Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge
Hum Har Tarah Waqar-o-Azmat-e-Watan Barhaayen ge
Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge
Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge
Buland Parcham-e-Watan Karen ge Hum Buland Tar
Kare gi Naz Khak-e-Pak Apne Ittehad par
Hamesha Aik ho ke Hum Watan ke Get Gaayen ge
Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge
Jiyen ge Azm-e-Nau liye Buland Hoslon se Hum
Diye khuloos-e-Pyar ke Jalaayen ge Qadam Qadam
Wafa ki Roshni se Hum Watan ko Jagmagayen ge
Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge
Misaal-e-Mehar hoga Zarra Zarra Arz-e-Pak ka
Nazar Nazar Barhay ga Aur Rutba Arz-e-Pak ka
Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge
Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge
Hum Har Tarah Waqar-o-Azmat-e-Watan Barhaayen ge
Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge
Watan ki Sarzamee'n ko Rashk-e-Aasma'n Banayen ge


Singer           : Tarannum Naz Laila
Poet             : Qateel Shifayee
Music           : ?
Radio Pakistan Karachi.

Saturday, March 23, 2013

Aye Khuda Mera Watan Salamat Rahay ( Milli Naghma-Lyrics )

Aye Khuda Mera Watan Salamat rahay
Aye Khuda Mera Watan Salamat Rahay
Salamat Rahay Ta Qayamat Rahay
Aye Khuda Mera Watan Salamat Rahy
Is pe Rab ki Rehmat Rahay Be Hisaab
Shadbad Rahay Hamesha Rahay Kamyaab
Sang Sada Apno ki Chahat Rahay
Aye Khuda Mera Watan Salamat Rahay
Salamat Rahay Ta Qayamat Rahay
Har Maidaa'n mai Apni Azmat Manwaaen ge Hum
Duniya bhar mai Apna Parcham Lehraayen ge
Manzil Paanay ki Khaayee hai Qasam
Aye Khuda Mera Watan Salamat Rahay
Salamat Rahay Ta Qayamat Rahay
Har Dil mai hai Roshan Chahat ki Shama
Apna Dil aur Apni Jan hai Apna Pakistan
Haasil Hamen Khushiyon ki Daulat Rahay
Aye Khuda Mera Watan Salamat rahay
Aye Khuda Mera Watan Salamat Rahay
Salamat Rahay Ta Qayamat Rahay
Aye Khuda Mera Watan Salamat Rahay

Singer            : Ahmed Jehanzeb
Released        : 2012
State Life Song on 23rd March 

Naya Pakistan InshaAllah by Vital Junoon ( New Patriotic Song of Junaid Jamshed & Salman Ahmed-Lyrics & Download )

InshaAllah.......................InshaAllah
Naya Pakistan.................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah    
InshaAllah.......................InshaAllah
Naya Pakistan.................InshaAllah
Naya Pakistan
Naya Pakistan
Insaf ki Awaz De
Zulm ki Deewar Giray
Haq Baatil pe Woh Chhaaya
Hath Utha kar Maang Dua
Naya Pakistan
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
Khwaab Apna                                           
Khwaab Apna
Tabeer ho
Tabeer ho
Shaheen ki
Shaheen ki
Parwaz Bano
Parwaz Bano
Naya Pakistan
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
Naya Pakistan                                         
Naya Pakistan
Naya Pakistan
Badlay ga
Badlay ga
Waqt Apna
Ab Waqt Apna
Dekhe ga
Dekhe ga
Sara Jahan
Sara Jahan
Naya Pakistan
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
Naya Pakistan
Naya Pakistan
Insaf ki Awaz De
Zulm ki Deewar Giray
Haq Baatil pe Woh Chhaaya
Hath Utha kar Maang Dua
Naya Pakistan
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
InshaAllah

Singer               : Vital Junoon ( Junaid Jamshed, Salman                                                 Ahmed Shahi Hassan & Nusrat Hussain )
Lyrics               : Salman Ahmed
Composed        : Vital Junoon
Released          : 2013

Naya Pakistan InshaAllah InshaAllah-New Patriotic Song by Vital Junoon ( Junaid Jamshed & Salman Ahmed ) MP3 Free Download-Click Here




 

Dharti-Chal ke Dharti Hai Teri ( New Patriotic Song-Lyrics & Download )

Khushboo Iski, Mehki jaye, 
Rang iskay bhartay jayen
Aisa dekha tha humnay, Pakistan, humara.
Chal, kay dharti hai teri.
Chal, yeh asmaan tera.
Sara Jahaan tera.
Chal, dekha day duniya ko,
Jo azm hai tera,
Jo khuab hai tera,
Kitnay andheray dekhay humnay,
Aur khoyi hain kitni janein,
Dhoonday hain kitnay rah humnay,
Aur kati hain kitni mushkilein.

Ayegi phir nayi subha,
Layegi aman-bhari saba,
Lott ayengay woh jo rhoot gaye,
Na-umeed dil, muskarayen gey.

Chal, kay dharti hai teri.
Chal, yeh asmaan tera.
Sara Jahaan tera.

Chal!
Kay Dharti hai teri,
Chal!
Kay Dharti hai teri,
Chal!
Kay Dharti hai teri,
Chal!


Singer              : Northern Light Band
Lyrics              : Jasim Haider
Released          : 2013 

Dharti by Northern Light-New Patriotic Song-MP3 Free Download-Click Here

Thursday, March 21, 2013

Roshan Pakistan- Children Patriotic Songs( Milli Naghmay Vol II ) Pak Patriotic Library Presents


Gift of Pakistan Day
Bunch of Milli Naghmaat

Pakistani Patriotic Songs ( Milli Naghmay )
Composed by Sohail Rana
Free MP3 Download 


 



Suraj karay Salam by Mona Sisters-Milli Naghma-MP3 Download

Naiyya Youn hi Behti Jaaye by Duraiyya

Allah Aisi RimJhim Aaye noor se Sara Des Nahaye by Mona Sisters

Apni Zuban Urdu Qaumi Zuban Urdu by Mona Sisters

Mausam Thehar Abhi na Ja by Mona Sisters & Sohail Rana

Apna Ghar hi Apna Roshan Pakistan by mona Sisters-Milli Naghma-MP3 Download 

Sung Sung Chaltay Rehna by Sohail Rana & Mona Sisters-Milli Naghma-MP3 

Laayen Pani se Moti by Mona Sisters-Milli Naghma-MP3 Download

Lehrata Rahay Parcham Hamare Pakistan ka by Mona Sisters-Milli Naghma-MP3 Download

Kaliyon se Bhara Phoolon se lada by Mona Sisters-Milli Naghma-MP3 Download 

Taaron se Ziyada Chamke Phoolon se Ziyada Mehke by Mona Sisters-Milli Naghma

Iqbal hai Iqbal Hamara by Mona Sisters & Uroosa Aziz-Milli Naghma 

Ik Daali ke Phool Ik Dhanak ke Rung by Mona Sisters-Milli Naghma-MP3 

Sohni Dharti Allah Rakhay by Uroosa Aziz-Milli naghma-MP3 Download

Yeh Des Hamara hai by Waseem Baig-Milli Naghma-MP3 Download 

Zameen ki gaud Rang se Umang se by Waseem Baid-Milli Naghma-MP3 Download 

Mera Des Mera Mahiya by Anwer Ibrahim-Milli Naghma-MP3 Download

Teri Wadi Wadi Ghoomoon by Anwer Ibrahim-Milli Naghma-MP3 Download

Rang Barangay Phoolon ka Guldasta Pakistan by Waseem Baig-Milli Naghma-MP3 Download

Mera Dil hai Pakistan Meri jan hai Pakistan by Mona Sisters-MP3 Download

Jeevay Jeevay Pakistan by Nazneen & Afshan-Milli Naghma-MP3 Download

Jeevay Jeevay Pakistan by Chorus-Milli Naghma-MP3 Download 

Main bhi Pakistan hoon by Waseem Baig

Hath mai Mere Hath do Tum bhi Agay Barho by Mona Sisters





Wednesday, March 20, 2013

Aye Sherdil Jawano! Hum Sath Hain Tumhare ( Jangi Tarana-Lyrics & Download )

Aye Sherdil Jawano!
Hum Sath hain Tumharay
Aye Ghar ke Pasbano!
Hum Sath hai Tumharay
Aye Sherdil Jawano!
Khud Daar Sarfaroshon
Janbaz Naam Daaron
Janbaz Naam Daaron
Gulshan ke Jan Nisaron
Chhaanay do Dushmano par
Tum Kat Rahay ho Pyaro!
Aye Sherdil Jawano!
Hum Sath hain Tumharay
Aye Ghar ke Pasbano!
Hum Sath hai Tumharay
Aye Sherdil Jawano!
Nara lagaao Aao 
Yeh Jang Jeetni hai
Yaaro! Qadam Barhao
Yeh Jang Jeetni hai
Yaaro! Qadam Barhao 
Yeh Jang Jeetni hai
Zalim ka Sar Jhukaao
Yeh Jang Jeetni hai
Aye Sherdil Jawano!
Hum Sath hain Tumharay
Aye Ghar ke Pasbano!
Hum Sath hai Tumharay
Aye Sherdil Jawano!
Ahad hai Yeh Sab hi ka
Yeh Jang Sab Laren ge
Hai Ahed har gali ka
Yeh Jang Sab Laren ge
Ho Naam Zindagi ka
Yeh Jang Sab Laren ge
Aye Sherdil Jawano!
Hum Sath hain Tumharay
Aye Ghar ke Pasbano!
Hum Sath hai Tumharay
Aye Sherdil Jawano!

Singer         : Melody Queen Noor Jehan
Poet            : Joan
Released    : Dec.1971 ( During War )
Radio Pakistan Karachi




Sunday, March 10, 2013

Iman Rakho Is Duniya Mai-Milli Naghma ( Lyics & Download )

Imaan Rakho Is Duniya mai 
Imaan Nahi to Kuch bhi Nahi
Yeh Shola Seenay mai Roshan
Har Aan Nahi to Kuch bhi Nahi
Iman Rakho Is Duniya mai
Imaan Nahi to Kuch bhi Nahi
Imaan khuda ki Rehmat par
Imaan Nabi(SaW) ki Azmat par
Imaan Waqar-e-Millat par
aur Jan-e-Waqar-e-Millat par
Qurban Nahi to Kuch bhi Nahi
Imaan Rakho Is Duniya mai
Imaan Nahi to Kuch bhi Nahi
In Aankhon ko be Khwaab Rakho
In Seenon mai Girdaab Rakho
Dil Ravi Sinf Chanab Rakho
Tum Darya ho aur Darya mai
Tufan nahi to Kuch bhi Nahi
Imaan Rakho Is Duniya mai 
Imaan Nahi to Kuch bhi Nahi
Imaan Rakho tum Zinda ho
Tum Suraj ho tabinda ho
Tum Sadiyon se Rakhshinda ho
Aur Sadiyon Roshan Rehne ka
Irfan nahi to Kuch bhi Nahi
Imaan Rakho Is Duniya mai 
Imaan Nahi to Kuch bhi Nahi
Imaan Rakho Is Duniya mai 
Imaan Nahi to Kuch bhi Nahi

Singer            : Shazia
Poet               : Bashir Farooq
Music            : Khalil Ahmed
Released       : 1986
Pakistan Television Lahore.

Imaan rakho Is Duniya mai by Shazia-Milli Naghma-MP3 Free Download-Click here

Saturday, March 9, 2013

Jangi Taranay-War Songs of Pakistan ( Pak Patriotic Library Presents )

Jangi Taranay Vol I
Pak Patriotic Library Presents


 PAK PATRIOTIC    
      LIBRARY
 
         Jangi Taranay Vol.I





Apne Parcham talay har Sipahee Chalay by Ieren Parveen & Naseem Begum ( MP3 Download )

Apni Quwwat Apni Jan by Taj Multani ( MP3 Download)

Rang Laaye ga Shaheedon ka Lahoo by Noor jehan-MP3 Download

Dushmanon Tum ne Us Qaum ko Lalkara hai by Tasawwur Khanum-MP3 Free Download

Aj Hindiyan Jang di-Jang Khed nai hondi by Taj Multani


Meriya Dhol Sipahiya tenoo Rab diyan Rakhan by Noor Jehan

Aj Muk gye aye Ghaman wali shamby Inayat Bhatti & Saleem Raza 

Yaad karta hai Zamana by Masood Rana-MP3 Download

Patriotic Songs of Shafqat Amanat Ali Khan ( Pak Patriotic Library Presents )

Patriotic Songs of Shafqat Amanat Ali Khan
                                                      Pak Patriotic Library Presents 
  
 









Jiyo Mere Janbaz Geo by Najam Shiraz & Shafqat Amanat Ali-Pak Army Song-MP3 Download  

Patriotic Songs of Alamgir ( MP3 Download )